Mohammad Rafi

Mere Dost Kissa Ye Kya Ho Gaya

in Dostana

LYRIC

Mere dost kissa ye kya ho gaya
Mere dost kissa ye kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Mere dost kissa ye kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Dua bad-dua de yeh mumkin nahi
Dua bad-dua de yeh mumkin nahi

Agar maang le tu yeh jaan-e-jigar
Agar maang le tu yeh jaan-e-jigar
Tujhe jaan de doon main yeh jaan karKe hak dosti ka
Ke hak dosti ka aada ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Qayamat se kam yaar yeh gham nahi
Qayamat se kam yaar yeh gham nahi
Ke tu aur main reh gaye hum nahi
Mera yaar mujhse
Mera yaar mujhse juda ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya

Mere dost kissa ye kya ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya
Suna hai ke tu bewafa ho gaya