Lata Mangeshkar
Lo Aa Gayi Unki Yaad
in Do Badan
LYRIC
Lo aa gayi unki yaad woh nahi aaye
Lo aa gayi unki yaad woh nahi aaye
Dil unko dhoondhta hai gam ka singar karke
Aankhein bhi thak gayi hain ab intezar karke
Aankhein bhi thak gayi hain ab intezar karke
Ik saans reh gayi hai, woh bhi na toot jaaye
Lo aa gayi unki yaad woh nahi aaye
Roti hain aaj hum par tanhaaiyan hamari
Lau tharthara rahi hai ab shamme zindagi ki
Ujdi hui mohabbat mehman hai do ghadi ki
Ujdi hui mohabbat mehman hai do ghadi ki
Markar hi ab milenge jee kar to mil na paayeLo aa gayi unki yaad woh nahi aaye
Lo aa gayi unki yaad woh nahi aaye