Asha Bhosle
Jab Chali Thandi Hawa
in Do Badan
LYRIC
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aaye
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aaye
Zindagi ki dastan chahe kitni ho haseen
Bin tumhare kuch nahi
Bin tumhare kuch nahi
Kya maza aata sanam aaj bhoole se kahin
Yeh nazaare yeh sama aur phir itne jawaan
Haye re yeh mastiyan, haye re yeh mastiyanAisa lagta hai mujhe jaise tum nazdeek ho
Iss chaman se jaane jaan
Iss chaman se jaane jaan
Sun ke peehi sada dil dhadakta hain mera
Aaj pehle se siwa tum yaad aaye
Jab chali thandi hawa, jab uthi kaali ghata
Mujhko aye jaan-e-wafa tum yaad aaye