Jaspreet Singh, Sachin Gupta

Ehsaan Itna Sa Kar De

in Dil Kabaddi

LYRIC

Essaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
Tere bina jee na sakunga
Mil ke yeh tujh se
Keh na sakunga..

Essaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
Tere bina jee na sakunga

Tera mera yeh naata kyon toota
Tera mera yeh pyaar kyon rootha
Aadhi baatein, adhoori raatein
Reh gayin tere bina

Tera mera yeh naata kyon toota
Tera mera yeh pyaar kyon roothaAadhi baatein, adhoori raatein
Reh gayin tere bina..
Tanhaahiyan seh na sakunga
Tere bina jee na sakunga

Essaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
Tere bina jee na sakunga
Mil ke yeh tujh se
Keh na sakunga..

Tu nahi raha teri yaad reh gayi
Palkon mein teri aas reh gayi
Koi to hoga bahaana bata
Tujhko bhula dene ka

Tu nahi raha teri yaad reh gayi
Palkon mein teri aas reh gayi
Koi to hoga bahaana bata
Tujhko bhula dene ka
Tanhahiyan seh na sakunga
Tere bina jee na sakunga

Essaan itna sa kar de
Mujhe phir tanha sa kar de
Tere bina jee na sakunga
Mil ke yeh tujh se
Keh na sakunga..